Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSunghursh (1968)
HomeSunghursh (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to patthar bhi pighal jaaye bhari mehfil mein har koi mujhe apna samjhta hai meri mehfil ka na puchho aalam koi shola hai to koi shabnam shauk didaar yahaan hai sabko dil ka ajaar yahaan hai sabko sab mere pyaar ke mastaane hain sab mere husn ke deewane hain taqaaza husn ka ye hai sabhi ko ek nazar dekhun yahaan dekhun wahan dekhun idhar dekhun udhar dekhun kyuki bhari mehfil mein har koi mujhe apna samjhta hai agar main ek taraf dekhun to deewanon mein tal jaaye agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to patthar bhi pighal jaaye achanak apne chehre se utha dun main agar parda surkhiyan hain mere rukhsaaron par jaise kuchh phool hon angaaron par ek muwamma hai jawani meri saari duniyaan hai deewani
ishq deewaana husn bhi ghaayal ishq deewaana husn bhi ghaayal donon taraf ek dard e jigar hai dil ki tadap ka haal na puchho dil ki tadap ka haal na puchho jitni idhar hai utni udhar hai ishq deewaana apne fasaane dil ke taraane ya tum samjho ya hum jaane tumko humaare dil ka pata hai humko tumhaare dil ki khabar hai ishq deewaana husn bhi ghaayal ishq deewaana bikhri zulfen aanchal dhalka lab pe tabassum halka halka pyaar mein hum to khoye hain lekin aaj tumhen bhi hosh kidhar hai dil ki tadap ka haal na puchho dil ki tadap ka haal na puchho jitni idhar hai utni udhar hai ishq deewaana chaand sitaare shokh nazaare loot na lein sab roop tumhaare husn ko rakhna sabse bacha ke dekho tumhin pe sabki nazar hai ishq deewaana husn bhi ghaayal ishq deewaana husn bhi ghaayal donon taraf ek dard e jigar hai dil ki tadap ka haal na puchho dil ki tadap ka haal na puchho jitni idhar hai utni udhar hai ishq deewaana
jab dil se dil takraata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil takraata hai dekha tha tujhe ik baar kahin us din se abhi tak hosh nahin us din se abhi tak hosh nahin phir ishq ne karvat badli hai phir saamne tu hai mahjabin ab dekhiye kya kya rang naye deedaar tera dikhlaata hai jab dil se dil takraata hai ye husn sharaabi mehka badan aur uss pe tera ye bholapan teri bhi ummeedein jaagi hain kehti hai tere dil ki dhadkan betaab hai tu bhi mere liye andaaz tera batlaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai mukhda na chhupa yun haathon se din ko na badal ab raaton se din ko na badal ab raaton se gulshan mein bikharne de nagmein tu pyaar ki meethi baaton se ae husn ki devi aankh mila apnon se koi sharmaata hai jab dil se dil takraata hai mat poochhiye kya ho jaata hai jhukti hai nazar rukti hai zubaan maathe pe paseena aata hai jab dil se dil
mere paas aao nazar to milaao mere paas aao nazar to milaao in aankhon mein tumko jawaani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao nazar to milaao mere thartharate huye in labon par tumhara hi koi taraana milega meri behki nazaron mein meri behki nazaron mein khoyi huyi si tumhari hi koi nishaani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao nazar to milaao chalo aaj tumko chalo aaj tumko gale se laga lun tumhare liye har kasam tod daalun kare jo sitam haan kare jo sitam wo haseen aur honge yahan husn ki meharbaani milegi mere paas aao nazar to milaao muhabbat ki baahon mein aa kar to dekho kaleje se mujhko laga kar to dekho machalta sisakta machalta sisakta hua dil milega tadapti huyi zindagani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao
dil paaya albela maine tabiyat meri rangeeli haaaaye aaj khushi mein maine bhahiya thodi si bhang pee lee haaye mere pairon mein haaye mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le mohe laali chunar mohe laali chunariya udha de to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le zara jhoom le gori haale dole kisi ki nathni jhoome kisi ka jhumka har kunwari dil thaam le apna aisa lagaaon thumka jab ho kisi ki byaah sagaai meri jawani le angdaayi meri jawani le angdaayi koi meri haaye haaye koi meri bhi shaadi kara de to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le koi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan koi nainon waali chhode nainon se phuljhadiyan roop hain laakhon aur ik dil hai aape mein rehna bhi mushkil hai aape mein rehna bhi mushkil hai koi ankhiyon haaye haaye koi ankhiyon se daaru pila
tasveer e mohabbat thi jismein humne wo sheesha tod diya tod diya tod diya ho o o o o humne wo sheesha tod diya tod diya tod diya hans hans ke jeena seekh liya ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya aa aa aa aa ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya phir hai jhankaar wohi phir hai bazaar wohi phir hansi shaam wohi phir mera kaam wohi phir hansi shaam wohi phir mera kaam wohi yaa dil ke tukde kar daale yaa dil ko dil se jod diya jod diya jod diya ho o o o o yaa dil ko dil se jod diya jod diya jod diya dil ki aawaaz hai kya ho oo oo jaane ye raaz hai kyaa dil ki aawaaz hai kya jaane ye raaz hai kya aaj samjhe to koi humse puchhe to koi humse puchhe to koi yaa khud hi muhabbat toot gayi yaa humne pyaar tod diya tod diya tod diya ho o o o o hans hans ke jeena seekh liya ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya pyaar ka naamo nishaan aaj duniyaa mein kahaan pyaar ka naamo nishaan aaj duniyaa mein kahaan dil ko jab thes lagi aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Ye Husn Mera Sunghursh (1968) 05:10 32140
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:10   Song Number : 32140   

Ishq Deewana Husn Bhi Sunghursh (1968) 04:12 39060
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:12   Song Number : 39060   

Jab Dil Se Dil Takraata Hai Mat Poochhiye Sunghursh (1968) 04:40 14140
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 14140   

Mere Paas Aao Nazar To Milaao Sunghursh (1968) 03:46 32141
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 32141   

Mere Pairon Mein Ghoongru Bandha De Sunghursh (1968) 04:59 12196
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 12196   

Tasveer E Mohabbat Sunghursh (1968) 04:18 32142
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayantimala
Duration : 04:18   Song Number : 32142